Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari

Sahil Shayari | sahil poetry in urdu |2lines Poetry

are you looking for Sahil Shayari then you are in the right place where you will find here you will find Sahil Shayari 2Lines Shayari - Here is the latest collection of Sahil Shayari


Shayari is the term used to express your thoughts and feelings using statements of real life. It’s one of the best way to express your emotions. Shayari is also known as poetry. It got popularity across the world. Shayari mostly occur in the form of ghazal, Nazm, Marsiya, Rubayi, Qasida and much more. Shayari and poetry is the same things.

Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari



 میں ڈوبنے کو تھا غم دوراں کے بھنور میں

تھاما جو اس نے ھاتھ میں ساحل پہ آگیا

سائیں اشرف ضیا


mein doobnay ko tha gham dauraa ke bhanwar mein

thaama jo is ne hath mein saahil pay agaya

saaien Ashraf zia


Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari



ڈبو کے سارے سفینے قریب ساحل کے

ہے ان کو پھر بھی یہ دعوی' کہ ناخدا ہم ہیں

نامعلوم

duubo ke saaray safine qareeb saahil ke

hai un ko phir bhi yeh daawa' ke nakhuda hum hain

namaloom


Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari



نامہ بر کوئی نہیں ہے تو کسی لہر کے ہاتھ

بھیج ساحل کی طرف اپنی خبر پانی سے

صابر ظفر

nama Bar koi nahi hai to kisi lehar ke haath

bhaij saahil ki taraf apni khabar pani se

sabir Zafar


Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari



ﻣﺴﺎﻓﺮ ﺍﭘﻨﯽ ﻣﻨﺰﻝ ﭘﺮ ﭘﮩﻨﭻ ﮐﺮ ﭼﯿﻦ ﭘﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ

ﻭﮦ ﻣﻮﺟﯿﮟ ﺳﺮ ﭘﭩﮑﺘﯽ ﮨﯿﮟ ﺟﻨﮩﯿﮟ ﺳﺎﺣﻞ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﻠﺘﺎ

مخمور دهلوی


musafir apni manzil par pohnch kar chain paty hain

wo mojin sar tapkti hain jhiny sahil nhi milta

makhmor dehelvi



Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


ساحل پہ کھڑے ہو تمہیں کیا غم، چلے جانا

میں ڈوب رہا ہوں، ابھی ڈوبا تو نہیں ہوں

مضطرؔ کیوں مجھے دیکھتا رہتا ہے زمانہ

دیوانہ سہی، اُن کا تماشا تو نہیں ہوں

آفتاب مضطر


saahil pay kharray ho tumhe kya gham, chalay jana

mein doob raha hon, abhi dooba to nahi hon

muztar kyun mujhe daikhta rehta hai zamana

deewana sahi, unn ka tamasha to nahi hon

aftaab muztir




Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


اک نام کیا لکھاتیرا ساحل کی ریت پر

پھر عمر بھر ہوا سے میری دشمنی رہی

پروین شاکر


ik naam kya likha tara saahil ki rait par

phir Umar bhar sun-hwa se meri dushmani rahi

parveen Shakir



Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


نامرادوں کی بھی پوری کہیں ہوتی ہے مراد

میری کشتی وہیں ڈوبی ہے جہاں ساحل ہے


داغؔ دہلویؒ


namuradon ki bhi poori kahin hoti hai morad

meri kashti wahein doobi hai jahan saahil hai

daag dehelvi




Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


طوفان کی اس ادا میں بھی کتنا خلوص ھے

ساحل تلک آگیا مجھے ڈھونڈتا ھُوا

عثمان رضا


tufaan ki is ada mein bhi kitna khuloos he

saahil talak agaya mujhe dhoondata huwa

usmaan Raza



Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


تم کیا جانو من کا سمندر کتنا گہرا ہوتا ہے

ساحل ساحل گھومنے والے بات نہ کر گہرائی کی

ن م


tum kya jano mann ka samandar kitna gehra hota hai

saahil saahil ghoomnay walay baat nah kar geherai ki

noon meem



Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari



ﺩﺭﯾﺎ ﮐﺎ ﺍِﻧﺘﻘﺎﻡ ﮈﺑﻮ ﺩﮮ ﻧﮧ ﮔﮭﺮ ﺗﯿﺮﺍ

ﺳﺎﺣِﻞ ﺳﮯ ﺭﻭﺯ ﺭﻭﺯ ﻧﮧ ﮐﻨﮑﺮ ﺍﭨﮭﺎ ﮐﮯ ﻻ

ﻣﺤﺴﻦ ﻧﻘﻮﯼ


darya ka intqam dabo na da ghar tara

sahil say roz roz na kankar utha ka la

mohsin naqvi



Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


اب وہ پیری میں کہاں عہد جوانی کی امنگ

رنگ موجوں کا بدل جاتا ہے ساحل کے قریب

نامعلوم


ab woh peeri mein kahan ehad jawani ki umang

rang moajoon ka badal jata hai saahil ke qareeb

namaloom



Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


اداس چھوڑ گئے کشتیوں کو ساحل پر

گلہ کریں بھی تو کیا پار اترنے والوں سے

شہزاد احمد


udaas chore gaye kashtiyon ko saahil par

gilah karen bhi to kya paar utrney walon se

Shahzad Ahmed




Sahil Shayari | sahil poetry in urdu | sahil shayari two lines | sahil samandar shayari | whatsapp status shayari


آتا ہے جو طوفاں آنے دے کشتی کا خدا خود حافظ ہے

ممکن ہے کہ اٹھتی لہروں میں بہتا ہوا ساحل آ جائے

بہزاد لکھنوی


aata hai jo tufaan anay day kashti ka kkhuda khud Hafiz hai

mumkin hai ke uthti lehron mein behta sun-hwa saahil aa jaye

Behzad lkhnoy




Post a Comment

0 Comments