Ahmad Faraz poetry - Ahmad Faraz Shayari 2 lines - Ahmad Faraz shayari

 Ahmad Faraz Urdu Poetry - Ahmad Faraz

Here is a collection of Ahmed Faraz Shayari to share with your loved ones!

Ahmed Faraz was a Pakistani Urdu poet. He is widely acclaimed as one of the best modern Urdu poets of the last century. 'Faraz' is his pen name. He died in Islamabad on 25 August 2008. He was awarded Sitara-i-Imtiaz, Hilal-e-Imtiaz, and posthumously the Hilal-e-Pakistan by the Government of Pakistan





Ahmad Faraz poetry - Ahmad Faraz Shayari 2 lines - Ahmad Faraz shayari


ابھی کچھ اور کرشمے غزل کے دیکھتے ہیں
 
فرازؔ اب ذرا لہجہ بدل کے دیکھتے ہیں 

جدائیاں تو مقدر ہیں پھر بھی جان سفر 

کچھ اور دور ذرا ساتھ چل کے دیکھتے ہیں


احمد فراز

 abhi kuch aur krshme ghazal ke dekhte hain

Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain

judaiyun to muqaddar hain phir bhi jaan safar

kuch aur daur zara sath chal ke dekhte hain

Ahmed Faraz








Ahmad Faraz poetry - Ahmad Faraz Shayari 2 lines - Ahmad Faraz shayari




رہ وفا میں حریف خرام کوئی تو ہو 

سو اپنے آپ سے آگے نکل کے دیکھتے ہیں 

تو سامنے ہے تو پھر کیوں یقیں نہیں آتا 

یہ بار بار جو آنکھوں کو مل کے دیکھتے ہیں

 
احمد فراز


reh wafa mein hareef Khiraam koi to ho

so apne aap se agay nikal ke dekhte hain

to samnay hai to phir kyun yaqeen nahi aata

yeh baar baar jo aankhon ko mil ke dekhte hain

Ahmed Faraz






Ahmad Faraz poetry - Ahmad Faraz Shayari 2 lines - Ahmad Faraz shayari



یہ کون لوگ ہیں موجود تیری محفل میں 

جو لالچوں سے تجھے مجھ کو جل کے دیکھتے ہیں 

یہ قرب کیا ہے کہ یک جاں ہوئے نہ دور رہے 

ہزار ایک ہی قالب میں ڈھل کے دیکھتے ہیں
 

احمد فراز


yeh kon log hain mojood teri mehfil mein

jo lalcho se tujhe mujh ko jal ke dekhte hain

yeh qurb kya hai ke yak jaan hue nah daur rahay

hazaar aik hi Qalib mein dhal ke dekhte hain

Ahmed Faraz






Ahmad Faraz poetry - Ahmad Faraz Shayari 2 lines - Ahmad Faraz shayari




نہ تجھ کو مات ہوئی ہے نہ مجھ کو مات ہوئی 

سو اب کے دونوں ہی چالیں بدل کے دیکھتے ہیں 

یہ کون ہے سر ساحل کہ ڈوبنے والے 

سمندروں کی تہوں سے اچھل کے دیکھتے ہیں


احمد فراز

 
nah tujh ko maat hui hai nah mujh ko maat hui

so ab ke dono hi chaalein badal ke dekhte hain

yeh kon hai sir saahil ke doobnay walay

samndron ki tahoon se uchhal ke dekhte hain


Ahmed Faraz




Ahmad Faraz poetry - Ahmad Faraz Shayari 2 lines - Ahmad Faraz shayari



ابھی تلک تو نہ کندن ہوئے نہ راکھ ہوئے 

ہم اپنی آگ میں ہر روز جل کے دیکھتے ہیں 

بہت دنوں سے نہیں ہے کچھ اس کی خیر خبر 

چلو فرازؔ کو اے یار چل کے دیکھتے ہیں 


احمد فراز


abhi talak to nah kundan hue nah raakh hue

hum apni aag mein har roz jal ke dekhte hain

bohat dinon se nahi hai kuch is ki kher khabar

chalo faraz ko ae yaar chal ke dekhte hain


Ahmed Faraz


Post a Comment

0 Comments