Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu

Maa Urdu poetry | Maa Shayari in Urdu 2 line

Maa Shayari and Mother Poetry is a way to express our love for our mothers. Expressing love with Mother Shayari is so beautiful. There is no substitute for the mother in this world and it is considered as the second form of God. Everybody loves the mother and wants to share some poetic words like Maa Shayari with her. We have a beautiful collection of Maa Shayari in Hindi and Urdu. You can send your favorite Shayari for Maa on this Mother's Day.


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


چاہے کتنی ہی سجاوٹ سے مزیَّن ہو مگر

ماں نظر آئے تو گھر اصل میں گھر لگتا ہے

پریا تابیتا


chahay kitni hi sajawat se muzayyan ho magar

maa nazar aaye to ghar asal mein ghar lagta hai

priya tabiyta


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


بچے فریب کھا کے چٹائی پہ سو گئے

اک ماں ابالتی رہی پتھر تمام رات


bachay fraib kha ke chitaai pay so gaye

ik maa obalti rahi pathar tamam raat


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


سامنے ماں کے جو ہوتا ہوں تو اللہ اللہ

مجھ کو محسوس یہ ہوتا ہے کہ بچہ ہوں ابھی

محفوظ الرحمن عادل


samnay maa ke jo hota hon to Allah Allah

mujh ko mehsoos yeh hota hai ke bacha hon abhi

mehfooz Al Rehman adil


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu



شہر میں آکر پڑھنے والے بھول گئے

کس کی ماں نے کتنا زیور بیچا تھا

اسلم کولسری


shehar mein aakar parhnay walay bhool gaye

kis ki maa ne kitna zewar baicha tha

aslam kolsri


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


اب میری ماں نہیں اس دنیا میں

اب میرے حق میں دعا کون کرے

ایچ آٸ درویش


ab meri maa nahi is duniya mein

ab mere haq mein dua kon kere

HI Darvesh



Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


میری ماں کا مزاج مت پوچھو

صرف باتوں سے مان جاتی ہے

ن م


meri maa ka mizaaj mat pucho

sirf baton se maan jati hai

noon meem



Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


حافظے کو مسئلہ درپیش تھا تجدید کا

ذہن کی دیوار پر میں نے مکرر ماں لکھا

ن۔م



hafzay ko masla darpaish tha tajdeed ka

zehen ki deewar par mein ne mukarrar maa likha

noon. meem


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu


مجھے خوشبو کا چہرہ دیکھنا تھا

نظر ماں کی جبیں پر ٹک گئی ہے

محمد طٰہ ابراہیم


mujhe khushbu ka chehra dekhna tha

nazar maa ki jabeen par tik gayi hai

Mohammad taah ibrahim



Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu

اب آنکھیں بھلا کس طرح تقسیم کرے ماں

دیواریں کھڑی کرنا تو اولاد کی ضد ہے

اکرام اعظم


ab ankhen bhala kis terhan taqseem kere maa

diivaaren khari karna to aulaad ki zid hai

Ikram Azam


Maa urdu poetry | Maa shayari in urdu 2 line| whatsapp status Mothers | Maa Shayari | Maa Shayari in Hindi and Urdu



اے رات مجھے ماں کی طرح گود میں لے لے

دن بھر کی مشقت سے بدن ٹوٹ رہا ہے


ae raat mujhe maa ki terhan goad mein le le

din bhar ki mushaqqat se badan toot raha hai


Post a Comment

0 Comments