Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari

Tehzeeb Hafi Poetry - Tehzeeb Hafi Shayari 

"if you are looking for Tahzeeb Hafi Shayari Here is the Best Shayari collection of Tehzeeb Hafi"

 Tehzeeb Hafi was born on 05 Dec 1988 in Taunsa Sharif, Punjab,Pakistan.Tehzeeb Haafi Shayari in Urdu & Hind is famous among poetry lovers, You Can Easily share, Copy With Your Friends on Your Facebook Account, Instagram Account, Whatsapp Account With Your Friends. You Can Easily use it without any problem. Love Shayari is used to convey all feelings of love. Hindi Shayari-Love Shayari-Hindi Love Status 


Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 

تیرا چپ رہنا مرے ذہن میں کیا بیٹھ گیا 

اتنی آوازیں تجھے دیں کہ گلا بیٹھ گیا 

یوں نہیں ہے کہ فقط میں ہی اسے چاہتا ہوں 

جو بھی اس پیڑ کی چھاؤں میں گیا بیٹھ گیا 

تہذیب حافی

______________


tera chup rehna marey zehen mein kya baith gaya

itni aawazian tujhe den ke gala baith gaya

yun nahi hai ke faqat mein hi usay chahta hon

jo bhi is pairr ki chaon mein gaya baith gaya

Tahzeeb Hafi


Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 

اتنا میٹھا تھا وہ غصے بھرا لہجہ مت پوچھ 

اس نے جس جس کو بھی جانے کا کہا بیٹھ گیا 

اپنا لڑنا بھی محبت ہے تمہیں علم نہیں 

چیختی تم رہی اور میرا گلا بیٹھ گیا

تہذیب حافی

______________

itna meetha tha woh ghusse bhara lehja mat pooch

is ne jis jis ko bhi jane ka kaha baith gaya

apna larna bhi mohabbat hai tumhe ilm nahi

chikhati tum rahi aur mera gala baith gaya

Tahzeeb Hafi


Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 

اس کی مرضی وہ جسے پاس بٹھا لے اپنے 

اس پہ کیا لڑنا فلاں میری جگہ بیٹھ گیا

تہذیب حافی

______________

is ki marzi woh jisay paas bitha le apne

is pay kya larna falan meri jagah baith gaya

Tahzeeb Hafi




بات دریاؤں کی سورج کی نہ تیری ہے یہاں 

دو قدم جو بھی مرے ساتھ چلا بیٹھ گیا 

بزم جاناں میں نشستیں نہیں ہوتیں مخصوص 

جو بھی اک بار جہاں بیٹھ گیا بیٹھ گیا

تہذیب حافی

______________

baat daryaaon ki Sooraj ki nah teri hai yahan

do qadam jo bhi marey sath chala baith gaya

bazm janan mein nashistain nahi hoten makhsoos

jo bhi ik baar jahan baith gaya baith gaya

Tahzeeb Hafi



Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 


پرائی آگ پہ روٹی نہیں بناؤں گا 

میں بھیگ جاؤں گا چھتری نہیں بناؤں گا 

اگر خدا نے بنانے کا اختیار دیا 

علم بناؤں گا برچھی نہیں بناؤں گا

تہذیب حافی

______________


parai aag pay roti nahi bunun ga

mein bhiig jaoon ga chhatri nahi bunun ga

agar kkhuda ne bananay ka ikhtiyar diya

ilm bunun ga barchhi nahi bunun ga

Tahzeeb Hafi


Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 


Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 


فریب دے کے ترا جسم جیت لوں لیکن 

میں پیڑ کاٹ کے کشتی نہیں بناؤں گا 

گلی سے کوئی بھی گزرے تو چونک اٹھتا ہوں 

نئے مکان میں کھڑکی نہیں بناؤں گا

تہذیب حافی

______________


fraib day ke tra jism jeet lon lekin

mein pairr kaat ke kashti nahi bunun ga

gali se koi bhi guzray to choank uthta hon

naye makaan mein khirki nahi bunun ga

Tahzeeb Hafi


Tehzeeb Hafi poetry | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu|tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines | tehzeeb hafi Shayari
Top Poetry of tehzeeb hafi | Tehzeeb Hafi poetry in Urdu | tehzeeb hafi poetry in urdu 2 lines 


میں دشمنوں سے اگر جنگ جیت بھی جاؤں 

تو ان کی عورتیں قیدی نہیں بناؤں گا 

تمہیں پتا تو چلے بے زبان چیز کا دکھ 

میں اب چراغ کی لو ہی نہیں بناؤں گا

تہذیب حافی

______________ 

mein dushmanon se agar jung jeet bhi jaoon

to un ki aurtain qaidi nahi bunun ga

tumhe pata to chalay be zabaan cheez ka dukh

mein ab chairag ki lo hi nahi bunun ga

Tahzeeb Hafi


Post a Comment

0 Comments