Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari

Top 25 Famous Aankhen Shayari  | Poetry on eyes 

if you are looking for poetry on eyes then you are in the right palace here you will find poetry on eyes Urdu Best Shayari Collection of Aankhen Shayari Urdu Poetry in a better way.

Shayari is a word that is poured with our emotions to make it magical and amazing. Shayari is a way to express our emotions and feelings in such a way that it reaches the heart of the people.

With this set of Poetry, you can win the hearts of your friends and with this poetry, you can easily share your feelings and thoughts with your friends.

Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


مجھے کھو کر تری آنکھیں نہیں پہلے جیسی

تیرے نقصان سے بڑھ کر ہے یہ نقصان مرا

شاہینؔ عباس


mujhe kho kar tri ankhen nahi pehlay jaisi

tairay nuqsaan se barh kar hai yeh nuqsaan mra

Shaheen Abbas






Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari

تجھ کو معلوم ہے درویش نگاہوں والی

ہم تری دید کو لاہور میں آئے ہوئے ہیں


tujh ko maloom hai darwaish nigahon wali

hum tri deed ko Lahore mein aaye hue hain



Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari



پلٹ اک بار مجھے چھوڑ کے جاتے ہوۓ شخص

دیکھنا بھول گیا میں تجھے حیرانی میں

احمد کامران


palat ik baar mujhe chore ke jatay hoye shakhs

dekhna bhool gaya mein tujhe herani mein

Ahmed Kamraan




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari



عدّم وہ آنکھ , یہی بار بار کہتی ہے

دِل آگیا ہے تو , دیوانہ وَار آنے دے

عبدالحمید عدّم


adam woh aankh, yahi baar baar kehti hai

dil agaya hai to, deewana waar anay day

abdul hameeed adam




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


میرے چہرے پہ غزل لکھتی گئیں

شعر کہتی ہوئی آنکھیں اس کی

پروین شاکر


mere chehray pay ghazal likhti gayeen

shair kehti hui ankhen is ki

parveen Shakir






Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari

ساری رات کی جاگی آنکهيں

کالج میں کیا پڑھتی ہونگی

وصی شاہ


saari raat ki jaagi ankhee

college mein kya padti hongi

wasi Shah




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


آنکھ رہزن نہیں تو پھر کیا ہے

لوٹ لیتی ہے قافلہ دل کا

ن۔م



aankh rehzan nahi to phir kya hai

lout layte hai qaafla dil ka

noon. meem




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


میں نشے میں چور ہو چکا

تری آنکھیں شراب جیسی ہیں

فرزان



mein nashay mein chor ho chuka

tri ankhen sharaab jaisi hain

Farzan





Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


جب سے چوما ہے اس کی آنکھوں کو

اب میں ہونٹوں سے دیکھ سکتا ہوں

ن.م


jab se chooma hai is ki aankhon ko

ab mein honton se dekh sakta hon

noon. meem







Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


اس سادگی پہ کون نہ مر جاۓ اے خدا

کرتے ہیں قتل اور ہاتھ میں تلوار بھی نہیں



is saadgi pay kon nah mar jaye ae kkhuda

karte hain qatal aur haath mein talwar bhi nahi




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


مجھ کو قید تو کر،جان تو لے ،کچھ تو کر

یہی گر ادا ہے آنکھ کی ،آ مجھ کو حوبحو کر

فدا



mujh ko qaid to kar, jaan to le, kuch to kar

yahi gir ada hai aankh ki, aa mujh ko hobu kar

fida





Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


ان آنکھوں کا رشتہ ہے خاموش سمندر سے

تم ڈوب کے دیکھو تو گہرائیاں بولیں گی


un aankhon ka rishta hai khamosh samandar se

tum doob ke dekho to gehraiyaan bolein gi




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


تقوے بھی بہک جاویں ہیں محفل میں تمہاری

تم اپنی ان آنکھوں سے کرامات کرو ہو

اقبال عظیم


taqway bhi behak javٴn hain mehfil mein tumhari

tum apni un aankhon se karamaat karo ho

Iqbal azeem





Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


اس نے نظر نظر ہی میں ایسے بھلے سخن کہے

میں نے تو اسکے پاؤں میں سارا کلام رکھ دیا



is ne nazar nazar hi mein aisay bhallay sukhan kahe

mein ne to uskay paon mein sara kalaam rakh diya






Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari

تیری نگاہ سے ایسی شراب پی میں نے

کہ پھرنہ ہوش کا دعوٰی کیا کبھی میں نے


teri nigah se aisi sharaab pi mein ne

ke phir na  hosh ka daawa kya kabhi mein ne




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


پھر تمہیں کون سراہے گا ہماری مانند

کون رکھتا ہے میری جان ہماری آنکھیں

ن۔م


phir tumhe kon sarahay ga hamari manind

kon rakhta hai meri jaan hamari ankhen

noon. meem





Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


میر ان نیم باز آنکھوں میں

ساری مستی شراب کی سی ہے

میر تقی میر


Meer un name baz aankhon mein

saari masti sharaab ki si hai

Meer Tqi Meer




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari



تیری آنکھیں بھی کیا مصیبت ہے

میں کوئی بات کرنے آیا تھا


teri ankhen bhi kya museebat hai

mein koi baat karne aaya tha




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


اپنی آنکھیں سبنھالیئے صاحب

دل کی باتیں بتا رہی ہیں مجھے


apni ankhen sanblye sahib

dil ki baatein bta rahi hain mujhe



Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari




اس کی آنکھوں میں ڈال کر آنکھیں

میں نے رکھ لیں سنبھال کر آنکھیں


is ki aankhon mein daal kar ankhen

mein ne rakh len sambhaal kar ankhen





Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari

تیری آنکھوں کی خیر ہو صیاد

کوئی صورت نہیں رہائی کی

ثوبی نیازی


teri aankhon ki kher ho sayyad

koi soorat nahi rihayi ki

Sobi nayazi



Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari


تیری آنکھیں ہیں یا سمندر ہے

مجھ کو ڈر ہے نہ ڈوب جاؤں کہیں

شکیل ابن شرف


teri ankhen hain ya samandar hai

mujh ko dar hai nah doob jaoon kahin

shakeel Ibn Sharf




Top 25 Famous Aankhen Shayari | Poetry on Eyes | Poetry on eyes in urdu 2 lines | Aankhen Shayari



تم سمندر کی بات کرتے ہو

لوگ آنکھوں میں ڈوب جاتے ہیں


tum samandar ki baat karte ho

log aankhon mein doob jatay hain


Post a Comment

0 Comments