Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari

 Ahmad Nadeem Qasmi Urdu Poetry

are you looking for 2lines Shayari then you are in the right place where you will find here you will find Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines PoetryAhmad Faraz Shayari 2lines-  2Line Shayari Faiz Ahmad Faiz Shayari  Here is the latest collection of  2lines Shayari

Shayari is basically poetry but it only consists of 2,4 or 8 lines. They are as sweet as poetry. Most of the time it is said that Shayari is the medium to express love towards something. However, Shayari can also be used to express other types of feelings also like hate, pain, loneliness, affection, etc.

Shayari" is a type of stave, that enables a man or a woman to express his profound emotions from the base of the heart through words.

Love is a seasoned feeling of the heart and needs to express. Love Shayari is an effective way to express the sentiments of love. 



Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          



لوگ کہتے ہیں کہ سایا ترے پیکر کا نہیں 

میں تو کہتا ہوں زمانے پہ ہے سایا تیرا 

احمد ندیم قاسمی

_____________________

log kehte hain ke sayaa tre paiker ka nahi

mein to kehta hon zamane pay hai sayaa tera

Ahmed Nadeem qasmi








Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          




عمر بھر سنگ زنی کرتے رہے اہل وطن 

یہ الگ بات کہ دفنائیں گے اعزاز کے ساتھ

احمد ندیم قاسمی

_____________________

Umar bhar sang zani karte rahay ahal watan

yeh allag baat ke dafnaaye ge aizaz ke sath

Ahmed Nadeem qasmi






Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          




عجب تضاد میں کاٹا ہے زندگی کا سفر 

لبوں پہ پیاس تھی بادل تھے سر پہ چھائے ہوئے

احمد ندیم قاسمی

_____________________

ajab tazaad mein kaata hai zindagi ka safar

labon pay pyaas thi baadal thay sir pay chaaye hue

Ahmed Nadeem qasmi




Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          



تو نے یوں دیکھا ہے جیسے کبھی دیکھا ہی نہ تھا 

میں تو دل میں ترے قدموں کے نشاں تک دیکھوں

احمد ندیم قاسمی

_____________________

to ne yun dekha hai jaisay kabhi dekha hi nah tha

mein to dil mein tre qadmon ke nishaa tak daikhon

Ahmed Nadeem qasmi





Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          



مجھے منظور گر ترک تعلق ہے رضا تیری 

مگر ٹوٹے گا رشتہ درد کا آہستہ آہستہ

احمد ندیم قاسمی

_____________________

mujhe Manzoor gir tark talluq hai Raza teri

magar tootay ga rishta dard ka aahista aahista

Ahmed Nadeem qasmi






Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          



فریب کھانے کو پیشہ بنا لیا ہم نے 

جب ایک بار وفا کا فریب کھا بیٹھے

احمد ندیم قاسمی

_____________________

fraib khanay ko pesha bana liya hum ne

jab aik baar wafa ka fraib kha baithy

Ahmed Nadeem qasmi





Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          




میں تیرے کہے سے چپ ہوں لیکن 

چپ بھی تو بیان مدعا ہے

احمد ندیم قاسمی

_____________________

mein tairay kahe se chup hon lekin

chup bhi to bayan mudda hai

Ahmed Nadeem qasmi



Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          




ان کا آنا حشر سے کچھ کم نہ تھا 

اور جب پلٹے قیامت ڈھا گئے

احمد ندیم قاسمی

_____________________


un ka aana hashar se kuch kam nah tha

aur jab palty qayamat dhaa gaye

Ahmed Nadeem qasmi




Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          





پا کر بھی تو نیند اڑ گئی تھی 

کھو کر بھی تو رت جگے ملے ہیں

احمد ندیم قاسمی

_____________________

pa kar bhi to neend urr gayi thi

kho kar bhi to ruut jagay miley hain

Ahmed Nadeem qasmi





Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          



بھری دنیا میں فقط مجھ سے نگاہیں نہ چرا 

عشق پر بس نہ چلے گا تری دانائی کا

احمد ندیم قاسمی

_____________________

bhari duniya mein faqat mujh se nigehain nah chura

ishhq par bas nah chalay ga tri danai ka

Ahmed Nadeem qasmi





Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          




مجھ کو دشمن کے ارادوں پہ بھی پیار آتا ہے 

تری الفت نے محبت مری عادت کر دی

احمد ندیم قاسمی

_____________________

mujh ko dushman ke iraadon pay bhi pyar aata hai

tri ulfat ne mohabbat meri aadat kar di

Ahmed Nadeem qasmi






Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari
Best Ahmad Nadeem Qasmi Poetry | Ahmad Nadeem Qasmi 2 Lines Shayari          



کس توقع پہ کسی کو دیکھیں 

کوئی تم سے بھی حسیں کیا ہوگا

احمد ندیم قاسمی

_____________________

kis tawaqqa pay kisi ko dekhen

koi tum se bhi hsin kya hoga

Ahmed Nadeem qasmi       




► 2 Line Poetry of Faiz Ahmed Faiz 

► 2 Line Poetry of Ahmed Faraz 

► 2 Line Poetry of Jaun Elia

► 2 Line Poetry of  Munir Niazi 

► 2 Line Poetry of  Nasir Kazmi 

 2 Line Poetry of Wasim Barelvi 

Post a Comment

0 Comments